Font Name: Agra Family Name: Agra Sub Family Name: Normal ZIP File Size: 26.49 KB Total Downloads: 9733 Page 1 of 34 1 2 3 6 11 16 21 26 31 34 » Navigation.
Alt Code for Special Hindi Character Some Hindi Characters and Symbol are not available on the keyboard, they are typed by using special character code. The Code is a combination of ALT key like (ALT + 0197) and some numeric value.
These Hindi Typing shortcut Keys are frequently used in during typing. Without learning them we can't complete the learning.
Kruti Dev or DevLys Font Mangal Font and Remington/ typewriter Keyboard Hindi Key Code Hindi Typing में use होने वाले Special Characters and Symbol के codes के बारे में बताऊंगा. कुछ special Characters Alt key के Combination से बनते है तो कुछ बिना ALT key codes के बिना भी बनते है. ये जो ALT key codes है वो Kruti Dev 010 और Devlys 010 दोनों fonts के लिए है.
Usb vga display adapter driver linux. Microsoft Excel puri duniya mein sabse zyada use kiya jane wala spreadsheet program hai. Excel sabse zyada popular hai for it’s ability to use huge amount of data. Isme bahut sare features and functions hai like from making lists to charts to tracking and organizing information. Iss article mein pehle aap MS Excel in Hindi ke basics ke bare mein seekhenge aur uske baad agar aap use aur acche se seekhna chhate hai toh maine Top 5 MS Excel free courses ke links diye hai.
Aap unpe jakar detail me MS Excel seekh sakte hai. Aur agar inke alawa aapke mann mein koi aur sawal ya MS Excel se judi koi jankari chahte hain toh humare group se judein aur apna sawal puchein. Hum apki poori sahayata karenge. Humse judne ke liye niche click karein –. MS Excel in Hindi ke basics ke bare mein jaane: 1) Sabse pehle aap MS Excel open karien.
Jaise hi open hoga apke samne bahut sare templates ka option ayega. Usme se apko Blank Workbook par click karna hai.
2) Blank Workbook par click karte hi ek sheet open hojayegi, jisme bahut sari Rows, Columns and Cells honge. Rows horizontal ( → ) hoti hai and inko aap row number se identify kar sakte hai. Jaise aap upar picture mein dekh sakte hai ki left side of sheet ke 1,2,3,4 likha hua hai toh unko rows bolte hai. Columns vertical ( ↑ ) hote hai and inko aap column header se identify kar sakte hai. Ye sheet ke top me left to right i.e. Horizontally run karte hai. Jaise aap upar dekh sakte hai A,B,C,D.
Inko columns bolte hai. Upar jo aap highlighted red box dekh rahe hai use Cell bolte hai and D5 is the Cell name. You get to know the cell name by the row and column number.
Jaise upar wali picture mein column name is D and similarly row ka number is 5, jisse cell name hua D5. Tovarnij chek blank excel ukraina. Ab main apko btati hu ki cell me type kasie karte hai, aap kisi bhi cell par jayiae aur apko jo bhi data enter karna hai use type karien.